Happy Birthday Shah Rukh Khan: A Look At Pathaan Star’s Iconic Movie Dialogues
Baadshah of Bollywood, Shah Rukh Khan turns 57 on Wednesday. The superstar who started his acting stint by playing antagonist in films like Baazigar and Darr, went on to become one of the biggest stars in Indian cinema by doing films like Dilwale Dulhania Le, Jayenge, Devdas, Chak De India, Swades and My Name Is Khan. He will now be seen in Pathaan.
His iconic dialogues have become as popular as his films. As SRK turns a year older, we bring you a list of his popular dialogues from some of his most remembered films.
1. Dilwale Dulhaniya Le Jayenge
- Bade bade deshon mein aisi choti choti baatein … hoti rehti hai Senorita
- Agar yeh tujhe pyar karti hai toh yeh palat ke dekhegi … palat … palat!
2. Baazigar
- Kabhi kabhi jeetne ke liye kuch haarna bhi padta hai … aur haar kar jeetne waale ko baazigar kehte hai
3. Darr and Dil Toh Pagal Hai
- I love you Kkkk… Kiran
- Rahul, naam toh suna hoga?
4. Om Shanti Om
- Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai, ki har zarre ne mujhe tumse milane ki koshish ki hai. Kehte hain agar kisi cheez ko dil se chaaho, toh poori kaynath tumhein usse milane ki koshish mein lag jaati hai.
5. Zamana Deewana
- Yeh daulat bhi kya cheez hai, jiske pass jitni bhi aati hai, kam hi lagti hai
6. Devdas
- Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai … hum toh peete hai ki yahan par baith sake, tumhe dekh sake, tumhe bardaasht kar sake
- Kitni aasani se ginvah diya ki tumhe har pal meri yaad aati thi, lekin yeh nahi socha ki un palon mein beet ta toh main hi tha. Diya tum jalati thi, par jalta toh main hi tha…
- Babuji ne kaha gaon chhod do … sab ne kaha Paro ko chhod do … Paro ne kaha sharab chhod do … aaj tumne keh diya haweli chhod do … ek din aayega jab woh kahenge, duniya hi chhod do
7. My Name Is Khan
- Mujhe darr toh bahut si cheezon se lagta hai, par sabse zyada darr tumhe kho dene ke khayal se lagta hai
My name is Khan, and I’m not a terrorist…
8. Chak de! India
- Mujhe states ke naam na sunai dete hai na dikhai dete hai … sirf ek mulk ka naam sunai deta hai I-N-D-I-A
Sattar minute, sattar minute hai tumhare paas.
9. Ae Dil Hai Mushkil
- Ek tarfa pyaar ki taaqat hi kuch aur hoti hai… yeh rishtoh ki tarah do logon mein nahi badti.. sirf mera haqq hai iss pe
- Agar baazi ishq ki baazi hai toh joh chahe laga lo, dar kaisa? Agar jeet gaye toh kya kehna, agar haare bhi toh baazi maat nahi.